Ahista-Pankaj Udhas

歌手 : Pankaj Udhas
语种 : 荷兰语
时长 : 07:13

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Ahista-Pankaj Udhas 文本歌词

Ahista - Pankaj Udhas
Written by:Zafar Gorakhpuri/Pankaj Udhas
Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga

Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigaah dohraaye

Apne chaaron taraf ki yeh duniya saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye
Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aayiye band kar lein darwaaze raat sapnein chura na le jaaye

Koi jhonka hawa ka awaara dil ki baaton ko uda na le jaaye
Na le jaaye
Aur aahista kijiye baatein dhadkanein koyi sun raha hoga
Lafz girne na paayein hothon se waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar o deewaar raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aaj itne kareeb aa jao dooriyon ka kahin nishaan na rahe

Aise ek doosre mein gum ho jaaye faasla koyi darmiyaan na reh jaaye
Na reh jaaye