Oye-Latin Band
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Oye-Latin Band 文本歌词
Oye raju pyar na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Chahat ki baat na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Dil deewana tu na aana
Dil ki baaton mein soch le
Oye Raju pyar na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Maine apne dil ko
Mere dil ne mujhko roka
Pyaar hai kya ik mast hawa ka
Aata jata jhonka
Oye hoye maine apne dil ko
Mere dil ne mujhko roka
Pyaar hai kya ik mast hawa ka
Aata jata jhonka
Jaan ganva baitha jisne
Khela yeh khel dilon ka
Oye Raju pyar na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Pehle pehle pyaar ki
Achchhi lagti hain barsaatein
Uske baad na poochho
Kaise kat.ti hain raatein
O. pehle pehle pyaar ki
Achchhi lagti hain barsaatein
Uske baad na poochho
Kaise kat.ti hain raatein
Raste mein reh jaati hain
Armaanon ki baraatein
Oye Raju pyar na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Pyaar mein apni jaan bhi
Ho jaati hai chiiz paraayi
Dil mein basne waale aksar
Hote hain harjaayi
O... pyaar mein apni jaan bhi
Ho jaati hai chiiz paraayi
Dil mein basne waale aksar
Hote hain harjaayi
Humne bhi yeh tab jaana
Jab chot jigar pe khaayi oye.
Oye Raju pyar na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Chahat ki baat na kariyo
Dariyo dil toot jata hai
Dil deewana tu na aana
Dil ki baaton mein soch le.
Oye-Latin Band 推荐歌曲
Holà salsa专辑下载
(2010-03-05)