Tum Ho Wohi-Lucky Ali
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Tum Ho Wohi-Lucky Ali 文本歌词
Tum Ho Wohi - Lucky Ali
Written by:Syed Aslam/Lucky Ali
Yeh hai khayaalon mein yaadon mein baaton mein
Gum hain kahin tum ho wohi
Pyaar se jiske yeh naam hai aaya
Tum ho wohi gum ho kahin
Har zamaane mein aate rahenge yeh kyon inkaar kare
Pyaar ke saayil raah batate hai kya
Jaise guzarte hai vaise badalte hai
Din ho ya raat miley
Aise bahaane se saara jahan badla tha
Neeley gagan ke taley
Humne bhi taare giney
Achcha jo samjha kiyey
Har ek chaahat ko
Raaston mein chalke kahi se guzarke
Kahin pe sambhalke aisa kahin vaisa kahin
Nek iraadon mein sachcha yeh vaadon mein
Tum ho kahin gum ho kahin
Baahon mein bhar laaye saare ishaare hai
Chal ke kahin chalte yahin
Aaj ka aalam hai maange to hum ko
Yeh saara sansar miley
Jaane kya chahe woh humne tho chaha yahi
Saath guzar jaaye har ek lamha bhi
Aisa dildaar mile
Pyaar ki basti mein aise bhi raste yahan
Neeley gagan ke taley hum ko sahaara miley
Kahin nazaare khiley kayi tikane hai
Ek ho zamaane mein kya bura hai paane mein
Yeh samajh ke jaaye tho der na ho jaane mein
Chaandni raaton mein shabnami raahon mein
Gum ho kahin tum ho wohi