Ya Rabba (From "Salaam-e-Ishq")-Krishna/Shankar Ehsaan Loy
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ya Rabba (From "Salaam-e-Ishq")-Krishna/Shankar Ehsaan Loy 文本歌词
Ya Rabba - Krishna/Shankar Ehsaan Loy (尚卡尔-费沃斯-罗伊)
Written by:Shankar Mahadevan/Ajay Singha/Ehsaan Noorani/Loy Mendonsa/Sameer
Pyaar hai ya saja aai mere dil bata
Tootata kyon nahi dard ka silsila
Is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan
Ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan
Ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Ho o o pyaar hai ya saja aai mere dil bata
Tootata kyon nahi dard ka silsila
Kaisa hai safar wafa ki manjil ka
Na hai koi hal dilon ki mushkil ka
Dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
Saansein saansein tooti bandishein
Kahi to har lamha honton pe fariyaad hai
Kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai
Ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Koi na sune sisakati aanhon ko
Koi na dhare tadapati baahon ko
Aadhi aadhi puri khwaishein
Tooti footi sab farmaaishein
Kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai
Kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain
Ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
Ho o o pyaar hai ya saja aai mere dil bata
Tootata kyon nahi dard ka silsila
Ho o o o ho o o o
Na poocho dard bandon dase
Hansi kaisi khushi kaisi
Musibat sar pe rehati hain
Kabhi kaisi kabhi kaisi
Ho o o o rabba rabba ho o o ho
Rabba ho o o ho o ho rabba