Saanson Ko-Sharib Toshi/Arijit Singh
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Saanson Ko-Sharib Toshi/Arijit Singh 文本歌词
Saanson Ko (呼吸) - Sharib Toshi/Arijit Singh
Saanson ko jeene ka
Ishaara mil gaya
Dooba main tujh mein to
Kinara mil gaya
Saanson ko jeene ka
Ishaara mil gaya
Zindagi ka pata
Dobara mil gaya
Tu mila toh khuda ka
Sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka
Sahara mil gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere
Dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe
Barson ka hoon main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere waaste main jaga
Main jaga
Aaraam de tu mujhe
Barson ka hoon main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere waaste main jaga
Mere har dard ki
Gehraayi ko
Mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham
Tera mujhe maaloom hone laga
Tu mila to khuda ka
Sahara mil gaya
Tu mila to khuda ka
Sahara mil gaya
Main raaz tujhse kahun
Humraaz ban ja zara
Karni hai kuch guftagoo
Alfaaz ban ja zara
Main raaz tujhse kahun
Humraaz ban ja zara
Karni hai kuch guftagoo
Alfaaz ban ja zara
Juda jab se hua tere bina
Khamosh rehta hoon main
Labon ke paas aa
Ab tu meri aawaaz ban ja zara
Tu mila to khuda ka
Sahara mil gaya
Tu mila to khuda ka
Sahara mil gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere
Dil ye tha ghamzada
Saanson Ko-Sharib Toshi/Arijit Singh 推荐歌曲
I Love You (30 Biggest Love Songs)专辑下载
(2017-02-10)