Aag Lagi Tan Man Mein (From "Aan")-Shamshad Begum
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aag Lagi Tan Man Mein (From "Aan")-Shamshad Begum 文本歌词
Aag Lagi Tan Man Mein - Shamshad Begum
Written by:Naushad Badayuni
Aag lagi tan man me dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna
Aag lagi tan man me dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna hooh
Sooni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya zara deejo khabariya
Dil tadpe jaise bina jal ki machhariya zara leejo khabariya
Sooni hai aaj piya mori atariya piya mori atariya
Dil tadape jaise bina jal ki machhariya zara leejo khabariya
Aan pade mushqil to aaye koi kaam na
Raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna huhm
Saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye dekho naina bhar aaye
Tan ka singaar mere man ko na bhaaye dekho naina bhar aaye
Saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye mujhe pal pal sataaye
Tan ka singaar mere man ko na bhaaye dekho naina bhar aaye
Pyaar mera ho jaaye kahi badnaam na
Raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna haay
Laagi na chhoote karu koi bahaana
Karu koi bahaana aaya naazuq zamaana
Dil mera bana piya tera nishaana aaya naazuq zamaana
Laagi na chhute karu koi bahaana karu koi bahaana
Dil mera bana piya tera nishaana aaya naazuq zamaana
Hoye bura ulfat ka dekho anjaam na
Raam jaane kab hoga sainya ji ka saamana