Didi Tera Devar Deewana-S.P. Balasubramanyam
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Didi Tera Devar Deewana-S.P. Balasubramanyam 文本歌词
Didi Tera Devar Deewana - S.P. Balasubramanyam
Didi tera devar deewana
Didi tera devar deewana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Dhandha hai yeh uska puraana
Dhandha hai yeh uska puraana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Main boli ke laana tu imli ka daana
Magar woh chuaare le aaya deewana
Main boli ke machle hai dil mera haaye
Woh kharbuja laaya jo neembu mangaaye
Pagla hai koi usko bataana
Pagla hai koi usko bataana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Didi tera devar deewana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Main boli ke laana tu mitti pahaadi
Magar woh bataashe le aaya anaadi
Main boli thi la do mujhe tu khataayi
Woh baazar se le ke aaya mithaai
Mushkil hai yoon mujhko phasaana
Mushkil hai yoon mujhko phasaana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Maa
Didi tera devar deewana
Hai ram kudiyon ko daale daana
Bhabhi teri behna ko maana
Bhabhi teri behna ko maana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Rabba mere mujhko bachaana
Rabba mere mujhko bachaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hukum aapka tha jo maine na maana
Khatavaar hoon main na aaya nibhaana
Sazaa jo bhi dogi woh manzoor hogi
Aji meri mushkil tabhi door hogi
Bandaa hai yeh khudse begaana
Aji bandaa hai yeh khudse begaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana
Hai ram kudiyon ka hai zamaana