Jhoole Mein Pawan Ki Aai Bahar-Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Jhoole Mein Pawan Ki Aai Bahar-Lata Mangeshkar/Mohammed Rafi 文本歌词
Jhoole Mein Pawan Ki Aai Bahar - Lata Mangeshkar (拉塔)/Mohammed Rafi (默罕默德·拉斐)
Jhule me pawan ke aayi bahaar
Naino me naya rang laayi bahaar
Pyaar chhalke ho pyaar chhalke
O dole man mora sajna
Dole man mora ho ji ho
Dole man mora sajna chunriya baar baar dhalke
Jhule me pawan ke aayi bahaar
Pyaar chhalke ho pyaar chhalke
Meri taan se uncha tera jhulna gori
Meri taan se uncha tera jhulna gori
Mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori
Mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori
Tu hai jivan singaar pyaar chhalke
Jhule me pawan ke aayi bahaar
Pyaar chhalke ho pyaar chhalke
Baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye
Baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye
Koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye
Koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye
Chhede ham tum malhaar pyaar chhalke
Chhede ham tum malhaar
Jhule me pawan ke aayi bahaar
Naino me naya rang laayi bahaar
Pyaar chhalke ho pyaar chhalke
Ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke