Ilahi La Tu Azzibni-Junaid Jamshed
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ilahi La Tu Azzibni-Junaid Jamshed 文本歌词
Ilahi La Tu Azzibni - Junaid Jamshed
Badal k bhais phir aate hain her zamane main
Agarchay peer hai adam jawan hai laat o manat
Yeh eik sajda jisay tu giran samajhta hai
Hazar sajday se deta hai aadmi ko nijat
Khudawanda main sar ta pa khata hun
Aseer e panja e hirs o hawa hun
Faqeer o khaksar o baynawa hun
Bura hun per tere dar ka gada hun
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi tu raheem e baykasan hai
Ilahi teri rehmat bay karan hai
Ilahi tu hee khalaq e jahan hai
Ilahi tujh pe sadq e jaan hai
Dil o jaan hai
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi mujh pay rehmat ki nazar ker
Mere aeboon pay ya raab darguzar ker
Shab e tareeq dil main tu sahar ker
Kareem tu hai aur banda parwar
Banda parwar
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Siwa tere nahi hai koi mera
Meri jaan bhee hai teri
Dil bhee tera
Siyah bakhti main aa k dil ko ghera
Hai saya gunahoon ka ghanaira
Ghanira
Baqa tujh ko hai hasil main hun faani
Tere kabzay main meri zindagani
Nadamat say hun ya rab pani pani
Khudaya main tera banda hun sani
Ilahi la tu azzibni fa inni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa inni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi la tu azzibni fa in ni
Muqirum bil lazi qad kana min ni
Ilahi La Tu Azzibni-Junaid Jamshed 推荐歌曲
Greatest Naats of Junaid Jamshed专辑下载
(2016-06-15)