Ajnabi-Amit Trivedi/Abhay Jodhpurkar/Poorvi Koutish
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ajnabi-Amit Trivedi/Abhay Jodhpurkar/Poorvi Koutish 文本歌词
AJNABI
-MUKHDA-
Ae ajnabi ajnabi ajnabi tujhe kaisey bataaun
Kya ik dabi ik dabi ik dabi dhun gungunaun
Main bas abhi, bas abhi, bas abhi mein hi jeena chaahun
Ke dil hi dil mein gaaun
Euphoria ke gaane
Ye waqt mai chhupaun kismein
Haaye haaye
Ke haath mai badaaun
Tujhe galey lagaane
Par thoda sa toh risk hai ismein
Haaye haaye haaye haaye
Hooo... ye jo jasbaat hai
Haan haan haan ho... inmein kuch baat hai
-ANTARA-
Aasmaano mein
Aaj maano kuch toh naya hai
Saath gaaye jaaye jaaye jaaye
Aur coffee ki
Jhaag se koi dil banaaye
Ek hichki
Dil mein khiski toh laga ke
Tu bulaaye jaaye jaaye jaaye
Aur phone ki
Ring tone bhi ab nachaaye
Yun phir kabhi phir kabhi phir kabhi na main dil lagaaun
Ohh ajnabi ajnabi ajnabi tujhe kaisey bataaun
Main bas abhi, bas abhi, bas abhi mein hi jeena chaahun
Ke dil hi dil mein gaaun
Euphoria ke gaane
Ye waqt mai chhupaun kismein
Haaye haaye
Ke haath mai badaaun
Tujhe galey lagaane
Par thoda sa toh risk hai ismein
Haaye haaye haaye haaye
Hooo... ye jo jasbaat hain
Haan haan haan ho... inmein kuch baat hai
Haan haan haan ho... ye jo jasbaat hain
Haan haan ho... inmein kuch baat hai
Ajnabi-Amit Trivedi/Abhay Jodhpurkar/Poorvi Koutish 推荐歌曲
Songs of Love专辑下载
(2021-02-12)