Suraj Hua Maddham-Sandesh Shandilya/Sonu Nigam/Alka Yagnik

From "Kabhi Khushi Kabhie Gham"
语种 : 其他
时长 : 07:07

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Suraj Hua Maddham-Sandesh Shandilya/Sonu Nigam/Alka Yagnik 文本歌词

Suraj Hua Maddham - Sandesh Shandilya (桑德什·尚迪利亚)/Sonu Nigam (蘇努·尼甘)/Alka Yagnik
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hua Maddham-Sandesh Shandilya/Sonu Nigam/Alka Yagnik 推荐歌曲