Churaya-Amit Trivedi

歌手 : Amit Trivedi
专辑 : Churaya
语种 : 纯音乐
时长 : 03:40

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Churaya-Amit Trivedi 文本歌词

-MUKHDA-
Aankhon aankhon mein
Baatein yun chal rahi hai
Na boli tum, na maine kuch kaha
Jab aankhein aankhon se
Baatein kar hi rahi hai
Toh haal-e-dil bhi sun le zara
O yaara yaara yaara
Ye kya hua, ye kya hua yahan
Badal hi gaya hai
Mera jahan, mera ye aasmaan
(Haaye haaye
Churaya churaya
Tune dil kyun ye mera
Churaya churaya
Kyun bata
Haaye haaye
Churaya churaya
Tune dil kyun ye mera
Ahaa ahaa) x2
-ANTARA-
Tumko dekhu main, tumko dekhu main
Jahan bhi ye nazar gayi
Aisa jaadu hai mujhpe chaaya
Ki duniya badal gayi
Dheere dheere se haule haule se
Mere dil mein ghar jo kar gayi
Aisa lagta hai meri manzil
Toh mujhko mil gayi
O yaara yaara yaara
Haal mera aake tu dekh zara
Haaye tune meri jaana
Kya kar diya, kya kar diya bata
Bata bata bata
(Haaye haaye
Churaya churaya
Tune dil kyun ye mera
Churaya churaya
Kyun bata
Haaye haaye
Churaya churaya
Tune dil kyun ye mera
Ahaa ahaa) x2
Churaya

Churaya专辑下载

(2021-06-25)