Kya Hua Tera Wada-Shankar Sahney
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kya Hua Tera Wada-Shankar Sahney 文本歌词
Kya Hua Tera Wada - Shankar Sahney
Written by:Majrooh Sultanpuri/R. D. Burman
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Yaad hai mujhko toone kaha tha
Tumse nahin roothenge kabhi
Dil ki tarah se aaj mile hain
Kaise bhala chhootenge kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khatir
Ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuchh bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Kya Hua Tera Wada-Shankar Sahney 推荐歌曲
Oye Tera Kya Kehna…专辑下载
(2004-01-01)