Raat Ka Nasha-Gulzar
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Raat Ka Nasha-Gulzar 文本歌词
Raat Ka Nasha - Gulzar
Written by:Gulzar/Anu Malik
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Tera nashila badan
Baaho ne chhoda nahi
Aankhe to kholi magar
Sapna woh toda nahi
Ha wohi
Woh wohi
Saaso pe rakha
Hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hu
Karwat badalti hu to
Sapna badal leti hu
Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hu
Karwat badalti hu to
Sapna badal leti hu
Tera khayal aaye to
Balkhake pal jata hai
Pani ke chadar tale
Dam mera jal jata hai
Ha wohi
Woh wohi
Saaso pe rakha
Hua tere hoto ka
Sapna abhi hai wahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahi
Tere gale milne ke
Mausam bade hote hai
Janmo ka vada koi
Ye gham bade chhote hai
Tere gale milne ke
Mausam bade hote hai
Janmo ka vada koi
Ye gham bade chhote hai
Lambi si ek raat ho
Lamba sa ek din mile
Bas itna sa jina ho
Milan ki ghadi jab mile
Ha wohi
Bas wohi
Saaso pe rakha hua
Tere hoto ka
Sapna abhi hai wahi
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin