Jaata Kahan Hai Deewane (From "C.I.D")-Geeta Dutt
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Jaata Kahan Hai Deewane (From "C.I.D")-Geeta Dutt 文本歌词
Jaata Kahan Hai Deewane (From "C.I.D") - Geeta Dutt
Jaata kahan hai deewane
Sab kuchh yahan hai sanam
Baaki ke saare fasaane
Jhoothe hain teri kasam
Fifty kuchh tere dil mein fifty
Kuchh mere dil mein fifty
Zamaana hai bura
Pehlu badalne lage
Ghabra ke chalne lage
Aankhein mili bhi nahin
Yoon hi sambhalne lage
Aji suniye huzoor
Jaana humse na door
Aji suniye huzoor
Dekho dil hai kisi ka jalaana bura
Jaata kahan hai deewane
Sab kuchh yahan hai sanam
Baaki ke saare fasaane
Jhoothe hain teri kasam
Fifty kuchh tere dil mein fifty
Kuchh mere dil mein fifty
Zamaana hai bura
Saiyyad hai tu magar
Mujhko na yoon tan ke dekh
Nadaan zara ek baar
Qaidi mera ban ke dekh
Maano maano meri baat
Hai yeh pehli mulaqaat
Maano maano meri baat
Dekho pehlu se uth ke jaana hai bura
Jaata kahan hai deewane
Sab kuchh yahan hai sanam
Baaki ke saare fasaane
Jhoothe hain teri kasam
Fifty kuchh tere dil mein fifty
Kuchh mere dil mein fifty
Zamaana hai bura