Aankhen-Shehzad Roy/Abida Parveen
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aankhen-Shehzad Roy/Abida Parveen 文本歌词
Aankhen - Shehzad Roy/Abida Parveen
Aankhein tu aankhein hain in ko sapnay na dou
Dil tu hai dil aakhir par dharakney na dou
Dil ne dikhayaa jo sapna mujheyyy
Meri aankhon mein chamka nahi
Girkay woh palkon key aakaash sey
Khaak mein milgya zindagi ban kay tehra nahiiiiii
Sapna mera aankhon sey kuch aisey gira
Saath hi mujh ko bhi ley giraa
Sapna mera aankhon sey kuch aisey gira
Saath hi mujh ko bhi ley giraa
Par mein gira hoon kahan kia khabar
Laut key jaayon phir yaa nahi
Daaman sey kanta jo uljha kabhi
Yaad ka tou mein wapas
Kabhi aaa sakonga nahiiii
Lamhay saarey haathon sey nikaltay rahe
Hum khaali haath hi reh gaey
Lamhay saarey haathon sey nikaltay rahe
Hum khaali haath hi reh gaey
Bas kuch lakeerein bachi hain jinhain
Mein ney ab tuk mitaayaa nahi
Dou chaar khushyan hi rass aaein theen
Mein unko bhi hans kar galey sey lagayaa nahi
Aankhein tou aankhein in ko sapney naa dou
Dil tu hai dil aakhir par dhardknaey naa dou
Dil nay dikhayaa jo sapna mujheyyy
Meri aankhon mein chamka nahi
Girkay woh palkon key aakaash sey
Khaak mein milgyaa zindagi ban kay tehraa nahiiiiii