Yeh Jafaa-e-gham Ka Chara-Abida Parveen

歌手 : Abida Parveen
专辑 : Faiz
语种 : 英语
时长 : 09:46

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Yeh Jafaa-e-gham Ka Chara-Abida Parveen 文本歌词

Yeh Jafaa-e-gham Ka Chara - Abida Parveen
Yeh no yeh
Yeh jafa e gham ka chara
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Dil o jaan fidaayen raahen
Kabhi aa key dekh humdum
Dil o jaan fidaayen raahen
Kabhi aa key dekh humdum
Sar kuu e dil figaaran
Sar kuu e dil figaaran
Shab e aarzuu ka aalam
Sar kuu e dil figaaran
Shab e aarzuu ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Teri deed se sivaa hain
Terey shauq mey baharaan
Teri deed se sivaa hain
Terey shauq mey baharaan
Who chaman jahan giri hai
Who chaman jahan giri hai
Terey gesuuon ki shabnam
Who chaman jahan giri hai
Terey gesuuon ki shabnam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Lo suuni gayi hamari
Lo suuni gayi hamari
Yun firey hain din ki fir sey
Lo suuni gayi hamari
Lo suuni gayi hamari
Yun firey hain din ki fir sey
Wohi goshaa e kafas hai
Wohi goshaa e kafas hai
Wahi fasl e gul kaa maatam
Wohi goshaa e kafas hai
Wahi fasl e gul kaa maatam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara
Yeh ajab kayamaten hain
Teri rehguzar mey guzraan
Yeh ajab kayamaten hain
Yeh ajab kayamaten hain
Teri rehguzar mey guzraan
Na hua ki mar mitey hum
Na hua ki mar mitey hum
Na hua ki jii utthey hum
Na hua ki mar mitey hum
Na hua ki jii utthey hum
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Tera husn dast e iisa
Tera husn dast e iisa
Teri yaad ruuh e mariyam
Yeh jafa e gham ka chara
Woh najaat e dil ka aalam
Yeh jafa e gham ka chara