Nagma Koi Gunguna Ne Ka-Shreya Ghoshal/Anupam Amod
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Nagma Koi Gunguna Ne Ka-Shreya Ghoshal/Anupam Amod 文本歌词
Nagma Koi Gunguna Ne Ka - Shreya Ghoshal/Anupam Amod
Nagma koi gunguna ne ka
Mausam aaya hai
Palkon pe khwaab sajane ka
Mausam aaya hai
Apne aap se humein
Ab na dur kijiye
Shikwe sabhi bhool jaane ka
Mausam aaya hai
Nagma koi gunguna ne ka
Mausam aaya hai
Yoon mila yoon hi mila
Koi siraa halaat ka
Tere mere saath ka
Ik ankahi baat ka
Dekh le tu dekh le
Mud ke zara ik baar ko
Teri haseen janasheen
Tarse tere pyar ko
Ab nahi koi gum
Ab na aankhien ho num
Ab toh zara muskuraane ka
Mausam aaya hai
Nagma koi gunguna ne ka
Mausam aaya hai
Khwaab ke darr pe humein
Simte hue lamhe mile
Khushboo teri odke
Soye hue raaste
Chal padhe yoon chal padhe
Jaise ruki ik dastaan
Karwat badalke chale
Choone koi aasmaan
Ab yahaan se kahan
Jayega karvaan
Mud ke kahin laut jaane ka
Mausam aaya hai
Nagma koi gunguna ne ka
Mausam aaya hai