Bahara (From "I Hate Luv Storys") (Chill Version)-Rahat Fateh Ali Khan
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Bahara (From "I Hate Luv Storys") (Chill Version)-Rahat Fateh Ali Khan 文本歌词
Ho tohra saajan.. aayo tohre des
Badli badra.. badla saawan
Badla jag ne bhes re..
Tohra saajan.. aayo tohre des..
Soyi soyi palkon pe chal ke
Meri sapnon ki khidki pe aa gaya
Aate jaate phir mere dil ke
In haathon mein woh khat pakda gaya
Pyaar ka.. lafzon mein rang hai pyaar ka
Bahara.. bahara.. hua dil pehli baar ve
Bahara.. bahara.. ki chain to hua faraar ve
Bahara.. bahara.. hua dil pehli pehli baar ve
Ho tohra saajan.. aayo tohre des
Badli badra.. badla saawan
Badla jag ne bhes re..
Tohra saajan.. aayo tohre des..
Woh.. kabhi dikhe.. zameen pe
Kabhi woh chaand pe
Yeh.. nazar kahe.. use yahan
Main rakh loon baandh ke ik saans mein
Dhadkano ke paas mein.. haan paas mein ghar banaye
Haye bhoole yeh jahaan
Bahara.. bahara.. hua dil pehli baar ve
Bahara.. bahara.. ki chain to hua faraar ve
Bahara.. bahara.. hua dil pehli pehli baar ve
Reet mein tohri ori sawariya
Paayal jaise chanke bijuriya
Cham cham naache tan pe badariya ho
Baadaliya tu.. barse ghana
Barse ghana.. barse ghana..
Barse ghana.. barse ghana..
Jo.. yeh badliyaan.. woh ched de
Toh chalke baarishein
Woh.. de aahatein.. kareeb se
Toh bole khwaishein ke aaj kal
Zindagi har ek pal har ek pal se
Chaahe haaye jiska dil hua
Bahara.. bahara.. hua dil pehli baar ve
Bahara.. bahara.. ki chain to hua faraar ve
Bahara.. bahara.. hua dil pehli pehli baar ve
Soyi soyi palkon pe chal ke
Meri sapnon ki khidki pe aa gaya
Aate jaate phir mere dil ke
In haathon mein woh khat pakda gaya
Pyaar ka.. lafzon mein rang hai pyaar ka
Bahara.. bahara.. hua dil pehli baar ve
Bahara.. bahara.. ki chain to hua faraar ve
Bahara.. bahara.. hua dil pehli pehli baar ve
Ho tohra saajan.. aayo tohre des
Badli badra.. badla saawan
Badla jag ne bhes re..
Tohra saajan.. aayo tohre des..
Bahara (From "I Hate Luv Storys") (Chill Version)-Rahat Fateh Ali Khan 推荐歌曲
Best of Me Rahat Fateh Ali Khan专辑下载
(2013-07-12)