Nahin Main Yeh Nahin Kehta-Nina Mehta/Rajendra Mehta
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Nahin Main Yeh Nahin Kehta-Nina Mehta/Rajendra Mehta 文本歌词
Nahin Main Yeh Nahin Kehta - Nina Mehta/Rajendra Mehta
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Hawa ke rukh ne bahot kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ne bahot kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ka kabhi aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Khabar nahi mujhe ye zindagi kahan le jaaye
Khabar nahi mujhe ye zindagi kahan le jaaye
Kahin theher ke mera intazaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Main tumse kab na milunga ye kehet hain lekin
Main tumse kab na milunga ye kehet hain lekin
Udaas hoke mujhe beqaraar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Tamaam umra meri raah dekhna lekin
Tamaam umra meri raah dekhna lekin
Kabhi chadhe huye dariyan ko paar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Nahin Main Yeh Nahin Kehta-Nina Mehta/Rajendra Mehta 推荐歌曲
Rubaru (Face To Face)专辑下载
(2008-10-03)