Kuch Kuch Hota Hai-Alka Yagnik/Udit Narayan/Jatin Lalit
语种 : 纯音乐
时长 : 04:57
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kuch Kuch Hota Hai-Alka Yagnik/Udit Narayan/Jatin Lalit 文本歌词
Aah aah aah aah
Aah aah aah aah
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai
Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam chhaane laga
Koi na jaane kyoon chain khota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Hey eh
Mmm mmm
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Kya rang laayi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyoon aane laga
Tanhaai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kya karoon haaye kuch kuch hota hai
Kuch Kuch Hota Hai - Alka Yagnik
Kuch Kuch Hota Hai-Alka Yagnik/Udit Narayan/Jatin Lalit 推荐歌曲
My Name Is Khan (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载
(2010-01-05)