Kya Zamana Tha-Talat Aziz
暂无资源。
Loading...
TXT Kya Zamana Tha-Talat Aziz 文本歌词
Kya Zamana Tha - Talat Aziz
Written by:Talat Aziz
Kya zamana tha ke
Hum roj mila karte the
Kya zamana tha ke
Hum roj mila karte the
Raat bhar chand ke
Hum raah phira karte the
Kya zamana
Jahan tanhaaiya sar
Phod ke so jaati hain
Jahan tanhaaiya sar
Phod ke so jaati hain
In makaano mein
Ajab log
Raha karte the
In makaano mein
Ajab log
Rraha karte the
Raat bhar chand ke
Hum raah
Phira karte the
Kya zamana
Dekh kar jo humen chup
Chaap ghuzar jaata hai
Dekh kar jo humen chup
Chaap ghuzar jaata hai
Kabhi is saks ko hum
Pyaar kiya karte the
Kabhi is saks ko hum
Pyaar kiya karte the
Raat bhar chand ke
Hum raah
Phira karte the
Kya zamana
Itfaakate zamana
Ajab hain naseer
Itfaakate zamana
Ajab hain naseer
Aaj woh dekha rahe
Hain jo suna karte the
Aaj woh dekha rahe
Hain jo suna karte the
Raat bhar chand ke
Hum raah
Phira karte the
Kya zamana tha
Ke hum roj
Mila karte the
Kya zamana
Kya Zamana Tha-Talat Aziz 推荐歌曲