Ishq Hua Kaise Hua-Anu Malik/Udit Narayan/Vibha Sharma

《爱》电影插曲
语种 : 纯音乐
时长 : 07:34

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Ishq Hua Kaise Hua-Anu Malik/Udit Narayan/Vibha Sharma 文本歌词

Ishq Hua Kaise Hua - Anu Malik (阿努·马利克)/Udit Narayan (那拉扬)/Vibha Sharma
Lyrics by:Javed Akhtar
Composed by:Anu Malik
Oh oh oh oh
Oh oh oh oh
Hey keh do na
Kya
Ki tum mujhse pyaar karti ho
Ki tumhe mujhe ishq hai
Umha mujhe sharam aati hai
Dekho tum nahi kahegi toh mere jaan nikal jayegi
I love you
Yahaa hhaha
Ishq hua kaise hua
Achha hua jaise hua
Ishq hua kaise hua
Achha hua jaise hua
Na main jaanoon
Na tu jaane
Kyun ho gaye
Hum deewane
Na main jaanoon
Na tu jaane
Oohh
Kyun ho gaye
Hum deewane
Arrey re re re re
Ishq hua kaise hua
Achha hua jaise hua
Hoooo
Hoooo
Hoooo
Hoooo
Jhuki jhuki nazarein hai
Ruki ruki saansein hai
Dhak dhak karta hai dil
Jaage jaage armaan hai
Soya soya yeh jahan hai
Chori chori aake mujhe mil
Sun sun sun sun sun sun sun zara
Gun gun gun gun gaati hai hawa
Sun sun sun sun sun sun sun zara
Gun gun gun gun gaati hai hawa
O phaili hawaaon mein
Apni khabar
Pyaar kiya hai toh
Phir kya hai darr
Ruru
Joshili baatein yun na kar
Pyaar hai toh
Josh bhi hai
Hona hai kya
Hosh bhi hai
Na main jaanoon
Na tu jaane
Kyun ho gaye
Hum deewane
Ooohh
Na main jaanoon
Na tu jaane
Oooo
Kyun ho gaye
Hum deewane
Arrey re re re re
Ishq hua kaise hua
Achha hua jaise hua
La la la la la
La la la la la
Na na na na na
Aah ha ha ha ha
Dheere dheere haule haule
Haule haule dheere dheere
Dil ko mili hai manzil
Bheegi bheegi raaton mein
Pyaari pyaari baaton mein
Khoya khoya rehta hai dil
Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar
Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar
Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar
Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar
Oooo
Ek pal hamein tum bin chain kahan
Ruru
Dono dilon ki hai ek dasta
Ruru
Phir bhi hai kyun yeh dooriya
Dekh mujhe yun na sataa
Hona hai kya kisko pata
Na main jaanoon
Na tu jaane
Oooo
Kyun ho gaye
Hum deewane
Na main jaanoon
Na tu jaane
Oooo
Kyun ho gaye
Hum deewane
Arrey re re re re
Ishq hua kaise hua
Achha hua jaise hua
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo
Oooo

Ishq Hua Kaise Hua-Anu Malik/Udit Narayan/Vibha Sharma 推荐歌曲