Kabhi Kaha Na Kisi-Munni Begum
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kabhi Kaha Na Kisi-Munni Begum 文本歌词
Kabhi Kaha Na Kisi - Munni Begum
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Na jaane ke kere
Duaan bahaar ki maangi
To itane phool khile
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Chale ho chandani shab
Mein tumhe manane ko
Chale ho chandani shab
Mein mere manane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Kabhi Kaha Na Kisi-Munni Begum 推荐歌曲
Timeless Classics by Munni Begum专辑下载
(2014-08-19)