Ek Diya Aur Toofan-Alka Yagnik

歌手 : Alka Yagnik
语种 : 纯音乐
时长 : 06:08

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Ek Diya Aur Toofan-Alka Yagnik 文本歌词

Ek Diya Aur Toofan - Alka Yagnik
Bhramha vishnu
Hai maheshswara
Jag ke kripa nidhan
Ek bar phir dekh tu
Ban kar ke insaan
Vish peena aasan hai
Aansu pee kar dekh
Yaar se apne bichhad jaa
Aur phir jee kar dekh
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya aaa
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Mahendi ke badle haatho ko
Zakhmo se tune lal kiya
Sindur chhin ke khush hai tu
Ke tune bada kamal kiya
Doli sehnaye baji nahi
Ek tuta darpan bana diya
Dulhan ko jogan bana diya aaa
Sab jala diye armaan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Ai ai ai ai
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jata hai
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai haaa haa haa
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jata hai
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai
Angaaro pe aaj chalungi main
Gar tujhse itna kahungi main
Teri zidd hai to meri bhi zidd hai
Mere amar ko paa ke rahungi main aaaa
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Diya Aur Toofan (Original Motion Picture Soundtrack)

Diya Aur Toofan (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载

(1995-10-27)