Thoda Dhyan Laga-Pramod Medhi
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Thoda Dhyan Laga-Pramod Medhi 文本歌词
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga….(2)
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thuje gale se lagayenge
Ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko darshan woh karayenge, ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko drashan woh karayenge, tuje gale se lagayenge.
Thoda dhyan laga…
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga
Hain ram ramayya woh, hain krishna kanhaiya woh, wahi mera sai hain
Sat karm rahon pe chalna sikate woh, wahi jagdeesh hain
Hain ram ramaiya woh, hain krishna kanhaiya woh, wahi mera sai hain
Sat karm rahon pe chalna sikate woh, wahi jagdish hain hoooooo
Prem se pukaar…
prem se pukaar tere paap ko jalayenge, prem se pukar
prem se pukaar tere paap ko jalayenge, tujhe gale se lagayenge
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge. thoda dhyan laga
Kirpa ki chaya main, baithayenge tujko kaha tum jaaoge
Unki daya drishti jab jab padegi tum, yeh bhav tar jaaoge
Kirpa ki chaya main, baithayenge tujko kaha tum jaaoge
Unki daya drishti jab jab padegi tum, yeh bhav tar jaaoge
Aisa Hain Vishwas.
aisa hain Vishwas man main jyot wo jagayenge, aisa hain Vishwas
aisa hain Vishwas man main jyot woh jagayenge, tuje gale se lagayenge
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge. thoda dhyan laga.
Muniyo ne rushiyo ne guru shishya mahima ka, kiya…gun…gaan…hain
Sai ji ki charanon main jukti sakal srushti, juke… bhag…waan hain…
Muniyo ne rushiyo ne guru shishya mahima ka, kiya…gun…gaan…hain
Sai ji ki charanon main. jukti sakal srushti, juke… bagwaan hain… hoooo
Mahima hain apaar
Mahima hain apaar sat ki raah woh dikayenge, mahima hain apaar
Mahima hain apaar sat ki raah woh dikayenge, Tuje gale se lagayenge…
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thuje gale se lagayenge
Ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko darshan woh karayenge, ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko drashan woh karayenge, tuje gale se lagayenge.
Thoda dhyan laga…
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga
Thoda Dhyan Laga-Pramod Medhi 推荐歌曲
Sai Ke Charanon Mein专辑下载
(2003-05-11)