Om Jai Jagdish Hare-Palak Muchhal
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Om Jai Jagdish Hare-Palak Muchhal 文本歌词
Om Jai Jagdish Hare
Singer: Palak Muchhal
Om jai Jagdish hare.
Swami jai Jagdish hare.
Bhakt jano ke sankat.
Daas jano ke sankat.
Chan mein dur kare.
Om jai Jagdish hare.
Om jai Jagdish hare.
Swami jai Jagdish hare.
Bhakt jano ke sankat,
Daas jano ke sankat.
Chan mein dur kare.
Om jai Jagdish hare.
Jo dhyave phal pave.
Dukh bin se man kaa.
Swami dukh bin se man kaa.
Sukh sampati ghar aave.
Sukh sampati ghar aave.
Kasht mite tan kaa.
Om jai Jagdish hare.
Maat pitaah tum mere.
Sharan gahun kiski.
Swami sharan gahun main kiski.
Tum bin or naa duja.
Tum bin or naa duja.
Aas karoon jisski.
Om jai Jagdish hare.
Tum pooran parm aatma tum antaryaami.
Swami tum antaryaami.
Paar Brahmaa parmeshwar.
Paar Brahmaa parmeshwar.
Tum sabke swami.
Om jai Jagdish hare.
Tum karuna ke sagar.
Tum paalan kartaa.
Swami tum paalan kartaa.
Main moorakh khal khami.
Main sewak tum swami.
Kripa karo bhartaa.
Om jai Jagdish hare.
Tum ho ek agochar.
Sab ke praan pati.
Swami sab ke praan pati.
Kiss vidh miloon dayamay.
Kiss vidh miloon dayamay.
Tum ko main kumti.
Om jai Jagdish hare.
Deen bandhu dukh hartaa.
Thakur tum mere.
Swami rakshak tum mere.
Apne hath uthao.
Apni sharan lagao.
Dwaar padha tere.
Om jai Jagdish hare.
Vishay vikaar mitao.
Paap haro Deva.
Swami paap haro deva.
Shraddha bhakti badhao.
Shraddha bhakti badhao.
Santaan ki seva.
Om jai Jagdish hare.
Om jai Jagdish hare.
Swami jai Jagdish hare.
Bhakt jano ke sankat.
Daas jano ke sankat.
Chan mein dur kare.
Om jai Jagdish hare.
Om jai Jagdish hare.
Om jai Jagdish hare.