Pretty Woman-Shankar Ehsaan Loy

歌手 : Shankar Ehsaan Loy
专辑 : Kal Ho Naa Ho
语种 : 纯音乐
时长 : 05:53

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Pretty Woman-Shankar Ehsaan Loy 文本歌词

Pretty Woman - Shankar Ehsaan Loy
Maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai voh anjaani
Use jitna dekhoon utna sochoon
Kya use main keh doon hit it
Maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai voh anjaani
Maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai voh anjaani
Voh hai koi kali ya koi kiran
Ya hai koi kahaani
Use jitna dekhoon utna sochoon
Kya use main keh doon
Pretty woman hey
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekhte ho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na pretty woman
Ho maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai voh anjaani
Voh hai koi kali ya koi kiran
Ya hai koi kahaani
Use jitna dekhoon utna sochoon
Kya use main keh doon
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekhte ho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na oh pretty woman
Yo pretty woman
Listen up girl why you feel this way
Don't you see the sunshine comin' out today
You gotta feel it right just like day after night
Don't let the sunshine out of your sight
Cause I can feel you here can you feel me
When I say that I can feel you here
Can you feel me here when I say
I'm crazy about you pretty woman
Sone ka rang hai sheeshe ka ang hai
Jo dekhe dang hai kya kahoon
Hairaan main bhi hoon
Yeh kya andaaz hai itna kyoon naaz hai
Is mein kya raaz hai kya kahoon
Ho voh to pal mein khush hai pal mein khafa
Badle voh rang har ghadi
Par jo bhi dekhoon roop uska
Lagti hai pyaari badi
Use jitna dekhoon utna sochoon
Kya use main keh doon pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekhte ho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na pretty woman
Ho aankhon mein hai nasha zulfon mein hai ghata
Pehle humne ada yeh haseen dekhi na thi kahin
Dekhi jo yeh pari masti dil mein bhari
Hai yeh jaadugari ya nahin
Ho na to jaanoon kya hai naam na jaanoon main pata
Par itna hai maine jaana
Jise dekh le ek nazar bharke
Usko kar de voh deewaana
Use jitna dekhoon utna sochoon
Kya use main keh doon
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekhte ho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na oh pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekhte ho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na oh pretty woman