Pyaar Ki Duniya-Lucky Ali
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Pyaar Ki Duniya-Lucky Ali 文本歌词
Pyaar Ki Duniya - Lucky Ali
Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon
Mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re
O mitwaa pyaar tera bhool ke
Main jaaoonga kahan
Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai
Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai
Tamannaein meri rehti hai wahan
Turatiyaan chalti hai wahan
Payaliyaan bajti hai wahan
Hariyaali hai muskaai mere desh mein
Aaj ye dil karta hai mastiyon
Mein naachoon main wahan
Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain
Khayalon mein teri machalti adaayein hain
Suhaana hai ye apnan silsila
Ab dil se dil mila na tum se hai gila yeh afsaana
Hmm O saathi dil ko samjhaana
Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana
Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana
Aye aa aye aa oo aa aye ya
Aye aa aye aa oo aa aye ya
Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon
Mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chalke aayi teri yaad re
O mitwa pyaar tera bhool ke
Main jaaoongaa kahan
Aye aa aye aa oo aa aye ya
Aye aa aye aa oo aa aye ya
Pyaar Ki Duniya-Lucky Ali 推荐歌曲
Aks专辑下载
(2004-10-13)