Lehrein (From "Aisha")-Amit Trivedi/Anusha Mani/Neuman Pinto/Nikhil Dsouza
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Lehrein (From "Aisha")-Amit Trivedi/Anusha Mani/Neuman Pinto/Nikhil Dsouza 文本歌词
Lehrein - Amit Trivedi
Khoyi khoyi si hoon main kyun yeh dil ka haal hai
Dhundli saari khwaab hai
Ulja har khayaal hai
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi lehron mein beh gayi
Raah mein kal kitni chirag the
Saamne kal phoolon ki bhaag thi
Iss se kahun kaun hai jo sune
Kaante hi kyun maine hai chune
Sapne mere kyun hai kho gaye
Jaage hai kyun dil mein gumm mere
Saare kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi lehron mein beh gayi
Na na na
Kya kahun kyun yeh dil udaas hai
Ab koi door hai na paas hai
Choo le jo dil woh baatein ab kahan
Woh din kahan raatein ab kahan
Jo bhi dhakhal hai ab khawab sa
Ab dil mera hai betaab sa
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein beh gaye
Saare gharaande reet ke
Lehrein aayi lehron mein beh gayi
Beh gayi