Aankhon Se Tune Kya-Kumar Sanu/Alka Yagnik
《古拉姆》电影插曲DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Aankhon Se Tune Kya-Kumar Sanu/Alka Yagnik 文本歌词
Aankhon Se Tune Kya (《古拉姆》电影插曲) - Kumar Sanu/Alka Yagnik
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhayee mein hum mile iss tarah
Barish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga
Main machalne lagi
Boond tan pe giri
Jaan machalne lagi
Chhaa raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhayee mein hum mile iss tarah
Barish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga
Main machalne lagi
Boond tan pe giri
Jaan machalne lagi
Chhaa raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Thodi sardi bhi hai
Thodi garmi bhi hai
Thodi hai bebasi
Thodi marzi bhi hai
Aise mein hum bhala
Kya karein tu bata
Jo bhi hota hai woh
Hone de dilruba
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhayee mein hum mile iss tarah
Barish mein shola bhadakne laga
Paas aaun jo main
Dil yeh darta hai kyun
Door jayega tu
Aisa lagta hai kyun
Maine vaadaa kiya
Maine li hai kasam
Umra bhar na kabhi
Pyaar hoga yeh kam
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhayee mein hum mile iss tarah
Barish mein shola bhadakne laga
Tu tadapne laga
Main machalne lagi
Boond tan pe giri
Jaan machalne lagi
Chhaa raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadakne laga
Tanhayee mein hum mile iss tarah
Barish mein shola bhadakne laga
Aankhon Se Tune Kya-Kumar Sanu/Alka Yagnik 推荐歌曲
Ghulam (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载
(1998-01-01)