Ab Kya Misal Doon-Mohammed Rafi
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Ab Kya Misal Doon-Mohammed Rafi 文本歌词
Ab Kya Misal Doon - Mohammed Rafi
Written by:Roshan/Majrooh
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki
Ab kya misaal doon
Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui daali daali gulab ki
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki
Ab kya misaal doon
Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhukke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama shama aaftab ki
Ab kya misaal doon
Deewar o dar ka rang yeh aanchal yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi mere jannat ki jannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki
Ab kya misaal doon