Paintra-Divine
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Paintra-Divine 文本歌词
Haan seekh le
Seekh le
Fek fek ah
Aa khel le
Tu zindagi ka paintra
Seekh seekh seekh seekh
Zindagi ka paintra
Fek fek fek fek
Zindagi ka paintra
Tu khel le
Khel le
Zindagi ka paintra
Tu khel le
Khel le
Tu kiski chun ke chaatega
Kiska dhyaan baantega
Kisko salaam thokega
Kisko mukke se rokega
Tu latak jhatak ke
Uthak pathak ke
Faayda utha le mauke ka
Tu badhte ja
Badhte ja
Kuch nahi hoga maan le
Tu karna hai jo karte ja
Afsar ko joote maarke
Tu badhte ja
Badhte jaa
Masla hai ye ladka
Tab tu samachar pe khadkega
Khadkega
Khadkega
Ye TV waale bina jaane
Badbad karna inka kaam hai
Ladkar badhna tera kaam hai
Udte jaa
Udte jaa
Uda de jo bhi saamne
Chhura ye tere haath se
Mauke pe hi tu phad de
6 foot andar tu gaadh de
Tu zindagi ka paintra
Khel khel khel
Zindagi ka paintra
Fek fek fek
Zindagi ka paintra
Tu seekh le
Tu zindagi ka paintra
Khud hi se doobe
Khud hi utraaye
Khud hi ghar me
Khud hi ghabraaye
Bura karoge bura milega
Bhala karoge bhala milega
Bura karoge saara milega
Bhala karoge naara milega
Narak bana ke jeevan tera
Swarg ka sapna dekha jaaye
Phir bhi ant me rona bhai
Chodh padhayi
Chodh padhayi
Aur gunda pyara ban awaara
Kar ladayi
Kar ladayi
Aur gundagardi chal gayi jiski
Wo neta ban jaata hai
Phir desh mahaan chalayega
Ye netaji kehlaata hai
Phir kisko padhna
Kisko sun'na
Kisko phaansi
Kisko chumma
Agla kaun hai
Kisko chun'na
Ye to saara socha samjha plan hai
Kiski laathi, kiski bhains
Aur kis par lagna ban hai
Kehlaate ye man hai
Chal rehn de
Seekh seekh seekh seekh
Zindagi ka paintra
Fek fek fek fek
Zindagi ka paintra
Tu khel le
Khel le
Zindagi ka paintra
Tu khel le
Khel le
Paintra-Divine 推荐歌曲
Mukkabaaz (Original Motion Picture Soundtrack)专辑下载
(2017-12-20)