FARAK-Phoenix/Mufasa

歌手 : Phoenix / Mufasa
专辑 : FARAK
语种 : 其他
时长 : 02:24

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT FARAK-Phoenix/Mufasa 文本歌词

FARAK - Phoenix/Mufasa
Composed by:Vedansh Upadhyay
Raat ka waqt hai Ghadi me 10 hai
Jo usse ghar pahuchaye salaamat wahi mard hai
Par kyon ni aata samne koi haath uthane
Kyon dekh ke rape sab ke muh pe jamti barf hai
Beti Bachao Nahi
Ladke Padhao
Kyon Nahi bharat salamat hai
Hame batao
Aaj ke ghav leke jeena naa tu
Sherni hai dil ke andar aag rakh
Kaatil ko faad jaao
Teri baaton ki wajah se chale ye samaj bhi
Har ek Insaan ko banati Maa hi Aadmi
Or inke bina Kal kya Chalne wala mera Aaj Nahi
Kanoon toh tha andha par sunai de alfaaz nai
Wo jaati ghr ko apne uske piche chaar log
Zubaan pe the Allah Bhale dil me Hanuman ho
Mujhe na naam se farak hai nahi jaat ke taraf hai
Wo ho koi bhi mai cahu na ki zindagi haraam ho
Bekaam ho Dharti Maa Bas ek naam ho
Usse bachane zindagi bhale kisi ke naam ho
Araam ho ankhon ko meri
Jab mai dekhu usse sote or uske dil me bhagwaan ki
Jagah par mera naam ho
Inke hisaab se toh har bandi hi maal hai
Jab inki maa ko bolo kaahe inki jalti Gaand hai
Or kisi ladki ke chaar dost wo R**** hai
Or bando ke case me banda kukkad kamaal hai
Waah aisa kyon maine padha ni kahi bhi
Inke kholke dimaag me basi khaali gareebi
Jaat baat karam dharam ke naam pe khali farak
Bhar chuka asmaan toh bana jahan narak
Inke chaar din ke chocle
Insta pe khaali storiyaan
Movie me phir kyon bolte
Choro se kam kya choriyaan
Chalo mana ladka ladki dono ek se barabar
Phir kyo ladka ghume nanga or ladki pe daalien chaadar
Jawaab de Kyo Karien Farak Bhai
Jawaab de Kyo karien Farak Bhai
Jawaab de kyo karien Farak bhai
Jawaab de kyo karien Farak bhai
FARAK

FARAK专辑下载

(2016-05-29)