Maine Sawan Se Kaha-Kumar Sanu
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Maine Sawan Se Kaha-Kumar Sanu 文本歌词
Maine Sawan Se Kaha - Kumar Sanu (库马尔·萨奴)
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha
Pagal hai tu kya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag bhuja
Baadal ne kaha
Pagal hai tu kya
Saawan ke bas ki baat nahi
Baadal ke bas ka kaam nahi
Iss rog ki koi dawa nahi
Iss dard ka koi naam nahi
Maine jaam se kaha
Mujhko jalne se bacha
To jaam ne kaha le aag pee jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Mujhko peene ka saukh nahi
Yeh dil ki lagi bujani hai
Aankhon mein kitne aansu hai
Saagar mein kitna paani hai
Maine saagar se kaha
Meri pyas tu bhuja
Saagar ne kaha
Dub ke mar jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Jis roj ye mera dil tuta
Us roj badi barsat hui
Barso mein us harjai se
Ek din jo meri mulakat hui
Maine us se ye kaha
Meri kya hai khata
To usne kaha
Tune pyar hai kiya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha
Pagal hai tu kya
Maine Sawan Se Kaha-Kumar Sanu 推荐歌曲
Ankhon Mein Tum Ho专辑下载
(2004-06-01)