Until We Meet-Shareh/UMAIR
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Until We Meet-Shareh/UMAIR 文本歌词
Kese beetey wou pal
Kese beetega kal
Kese jeetengay hum
Jab yeh baatain na hal
Mai bhi rassi hu thaama umeed kay talegi yeh bhi bala
Barhao ek qadam tum bhi jhaankou dekhou yeh hashar mera
Dar dar ki thokarey laapataa
Aur tum bhi na waqif kuch na pata
Bus sunti thi baatain tum khamakha
Ab mushkil mai chora tou mushkil sambhaalna
Kiu suraj k dhaltay hi uth'tay sawaal hai
Kiu hum chaand ko dete teri hi misaal hai yea
Wou bhi hai door aur tu bhi
Sagay lagay mere phir bhi galay lagay kiu nahi
Hosh mai reh kar hou sukoon nahi
Ankhien hai surkh meri laal parhi khooni
Wou samjhatay khud chaldiye
Sun k bhi na sun saka kiya yeh falsafa yea
Wou zinda thay kuchal diye
Khuab mere mai bhunn raha sbsay gu'um raha
Ghanni dhoop mai chao tum chalo mere jootay mai
Mein chalu nangay pau agar tum roothay thay
Tou phr tou mai manau tujhe mai kitna chahu
Nazro say phir na pao basso tum aqs jese
Lagay sadmay jou likhey mere madd mai
Na kar saku jou mann mai ghiss raha talway
Par mushkilay hai arzi kisi nay kaha tha
Asaani ghar ko lautegi par beghar hi mai raha tha
Suroor say khumar junoon say khuaar
Sukoon say azaab urooj say zawaal
Katay safar yahi koi dega dhakhal nahi
Wapis asakou tou ana mujhme zara akarr nahi
Wou samjhatay khud chaldiye
Sun k bhi na sun saka kiya yeh falsafa yea
Wou zinda thay kuchal diye
Khuab mere mai bhunn raha sbsay gu'um raha
Until We Meet-Shareh/UMAIR 推荐歌曲
Until We Meet专辑下载
(2022-01-25)