Hai Mubarak Aaj Ka Din-R.D. Burman/Hariharan/Kavita Krishnamurthy/Vanita Mishra

专辑 : Hits of 80s
语种 : 纯音乐
时长 : 05:10

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Hai Mubarak Aaj Ka Din-R.D. Burman/Hariharan/Kavita Krishnamurthy/Vanita Mishra 文本歌词

Hai Mubarak Aaj Ka Din - R.D. Burman/Hariharan (哈里哈蘭)/Kavita Krishnamurthy/Vanita Mishra
Written by:Rahul Dev Burman/Gulshan Bawra
Hai hai mubaarak aaj ka
Din raat aayi hai suhaani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Hai mubaarak aaj ka
Din raat aayi hai suhaani
Shaadmaani o shaadmaani
Haadmaani o shaadmaani
Aaj toh nasha aisa
Chadha puchho na yaaro
Main hoon aasama pe
Mujhe niche utaaro
Aaj toh nasha aisa
Chadha puchho na yaaro
Main hoon aasama pe
Mujhe niche utaaro
Mujhape sada hasati
Raho yuun hi bahaaro
Milake mere saath naacho
Aap ki hai meherbaani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Hai mubaarak aaj ka
Din raat aayi hai suhaani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Dekho meri aankhon
Main hai dore gulaabi
Main toh nahi pita huwa
Phir bhi sharaabi
Dekho meri aankhon
Main hai dore gulaabi
Main toh nahi pita huwa
Phir bhi sharaabi
Yeh hai tere pyaar ka
Nasha chanda si bhaabhi
Bhaiya raaja ghar mein leke
Aa gaya pariyon ki raani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Hai mubaarak aaj ka din
Raat aayi hai suhaani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Aangan mein yuun barase
Sada khushiyo ki jhadi
Baandhe tere sehare
Mein aasha ki ladi
Aangan mein yuun barase
Sada khushiyo ki jhadi
Baandhe tere sehare
Mein aasha ki ladi
Meri khushnaseebi hai
Jo dekhe yeh ghadi
Hai naya andaaj chaahe
Reet hai wohi puraani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani
Hai mubaarak aaj ka
Din raat aayi hai suhaani
Shaadmaani o shaadmaani
Shaadmaani o shaadmaani

Hai Mubarak Aaj Ka Din-R.D. Burman/Hariharan/Kavita Krishnamurthy/Vanita Mishra 推荐歌曲