Ye Din To Aata Hai-Asha Bhosle

歌手 : Asha Bhosle
语种 : 英语
时长 : 04:17

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Ye Din To Aata Hai-Asha Bhosle 文本歌词

Ye Din To Aata Hai (From "Mahaan") - Rahul Dev Burman/Asha Bhosle
Written by:Rahul Dev B/Anjaan
Yeh din to aata hai ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Dil ko to khona hai
Khona hai kho jaaye
Aage jo hona hai
Hona hai ho jaaye
Arre yeh din to aata hai ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Dil ko to khona hai
Khona hai kho jaaye
Aage jo hona hai
Hona hai ho jaaye
Yeah yeh din to aata hai ek din jawani mein
Ho jab koyi dil mein samata hai
Kya aag dil mein lagata hai
Soyi mohabbat jagata hai
Raaton ki neendein udata hai
Yaadon mein khwaabon mein chori se aa jaye
Aaye to pyasa dil deewana ho jaye
Arre yeh din to aata hai ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Hum ho ke deewane aaye hain
Aaye hain
Dil ki yeh saughat laaye hain
Laaye hain
Saanson pe tere hi saaye hain
Saaye hain
Sapne tere dil pe chhaye hain
Koyi bhi jaane na kaise dil aa jaaye
Aa jaaye dil mein jo phir dil se woh na jaaye
Arre yeh din to aata hai ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Dil ko to khona hai
Khona hai kho jaaye
Aage jo hona hai
Hona hai ho jaaye