Roya-Adnan Sami

歌手 : Adnan Sami
专辑 : Press Play
语种 : 纯音乐
时长 : 06:41

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Roya-Adnan Sami 文本歌词

Roshni kahan meri roshni kahan
Mehek kahan meri mehek kahan
Bolo Roya darling Roya
Meri Roya darling Roya
Thak gaee tik tik karti ye ghadi
Aansuon ki tip tip say umeedein bhari
Bolo Roya darling Roya
Kahan ho Meri darling Roya
Wada karo kabhi mujhay na chodo gee
Wada karo kabhi Muun na mod lo gee
Teri doori yeh mein kabhi na sahunga
Tera naam laytay hi mein Mar jaonga
Aamnay saamnay achaanak ye hua mel
Mujhay kya pata tha taqdeer ka ye khel
Bolo Roya darling Roya
Hairath angez hai darling Roya
Na mein gaata na tu sunti mere dil ki baatein
Na tu aati na mein dekhta teri pyari aankhein
Bolo Roya darling Roya
Ulhumdulillah darling Roya
Wada karo kabhi mujhay na chodo gee
Wada karo kabhi Muun na mod lo gee
Teri doori yeh mein kabhi na sahunga
Tera naam laytay hi mein Mar jaonga
Shahid maine zindagi mein kuch acha kiya
Isliyay Allah Tallah nay tujh ko diya
Bolo Roya darling Roya
Tujhay diya darling Roya
Tu hai meri zindagi tu hai meri Ibaadat
Tu hai meri dilnasheen tuuu hai meri taqat
Bolo Roya darling Roya
Mein sirf tera darling Roya
Mein sirf tera darling Roya
Mein sirf tera darling Roya
Mein sirf tera darling Roya
Mein sirf tera darling Roya
Mehek kahan meri mehek kahan
Roya Roya Roya
Mehek kahan meri mehek kahan
oshni kahan meri roshni kahan