Wada Karo-Kishore Kumar
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Wada Karo-Kishore Kumar 文本歌词
Wada Karo - Kishore Kumar
Written by:R. D. Burman/Sahir Ludhianvi
Male:
O thehro meri jaan
Waada karo nahi chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Waada karo nahi chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Female:
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho jawaan main bhi hoon
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho jawaan main bhi hoon
Male:
Suno meri jaan hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho jawaan nazar ki masti mere liye hai
Hasi ada ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saugaat
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Female:
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho jawaan main bhi hoon
Mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun
Ek main jawaan nahi hoon aur bhi to hai
Oh mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun
Main hi yahan nahi hoon aur bhi to hai
Jaao jaake le lo jo bhi de de tumhe haath
Jahan sab hai vahan main bhi hoon
Male:
Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Jawaan kayi hai lekin jahan mein koi
Tum si hasi nahin hai hum kya kare
Female:
Oh tumhe miloon main iska tumhe yaki hai
Humko yaki nahi hai hum kya kare
Aise nahin bhoolo zara dekho aukaat
Male:
Kisi ka to dena hoga de do mera saath
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Female:
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho jawaan main bhi hoon
Male:
Jahan tum ho vahan main bhi hoon
Female:(302305.3)
La la la la
La la la la
Male:
La la la la