Tu Hi Re-Hariharan

歌手 : Hariharan
语种 : 纯音乐
时长 : 07:15

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Tu Hi Re-Hariharan 文本歌词

Tu Hi Re - Hariharan
(《孟买之恋》电影插曲)
Written by:A.R. Rahman/Mehboob
Tu hi re tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aaja re aaja re yoon hi tadpa na tu mujhko
Jaan re jaan re in sanson mein bas ja tu
Chand re chand re aaja dil ki zameen pe tu
Chaahat hai agar aake mujhse mil ja tu
Ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko
Tu hi re tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aaja re aaja re yoon hi tadpa na tu mujhko
In saanson ka dekho tum pagalpan ke
Aaye nahi inhein chain
Mujhse yeh boli main raahon mein teri
Apne bichha doon yeh nain
In oonche pahadon se jaan de doonga main
Gar tum na aayi kahin
Tum udhar jaan ummeed meri jo todo
Idhar yeh jahaan chhodun main
Maut aur zindagi tere haathon mein de diya re
Aayi re aayi re le main aayi hoon tere liye
Toda re toda re har bandhan ko pyaar ke liye
Jaan re jaan re aaja tujhmein sama jaaoon main
Dil re dil re teri saanson mein bas jaaoon main
Chaahat hai agar aake mujhse mil ja tu
Ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko
Tu hi re tu hi re tere bina main kaise jiyun
Aaja re aaja re yoon hi tadpa na tu mujhko
Sau baar bulaaye main sau baar aaoon
Ik baar jo dil diya
Ik aankh roye to dooji bolo
Soyegi kaise bhala
In pyaar ki raahon mein patthar hain kitne
Un sab ko hi paar kiya
Ik nadi hoon main chaahat bhari aaj milne
Sagar ko aayi yahaan
Sajna sajna aaj aansu bhi meethe lage
Tu hi re tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aaja re aaja re yoon hi tadpa na tu mujhko
Jaan re jaan re in sanson mein bas ja tu
Chand re chand re aaja dil ki zameen pe tu
Pal- pal pal- pal waqt to beeta jaaye re
Zara bol zara bol waqt se ke woh tham jaaye re
Aayi re aayi re le main aayi hoon tere liye
Jaan re jaan re aaja tujhmein sama jaaoon