Tu Behja (From "Sweet Dreams")-Shruti Pathak/Akshay The One/Shloke Lal/Akashdeep Sengupta
语种 : 纯音乐
时长 : 03:39
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Tu Behja (From "Sweet Dreams")-Shruti Pathak/Akshay The One/Shloke Lal/Akashdeep Sengupta 文本歌词
Mann ke dariyaa mein doob ke unko
Paar tu kar tar jaa
Mann ke dariyaa mein doob ke unko
Paar tu kar tar jaa
Behjaa beh…
Behjaa (2)
Hain khwaabon ke jo par naa unn mein
Gum ho ke reh jaa
Hain khwaabon ke jo par naa unn mein
Gum ho ke reh jaa
Behjaa beh…
Behjaa (2)
Mann panchi ban ke dhoondh raha tha
Ambar toh dooja
Mann chappa chappa chaan liya
Andar hi naa socha
Behjaa beh…
Tu behjaa (2)
Behjaa beh…
Rap
Talaash karein nazrein yeh kisko na jaane
Dhunde dil tudwane ke hazaar yeh bahane
Ghanton beetaye kisi aur ko samajhne mein
Khud ko na par yeh ache se pehchane
Taqreeron ki duniya se door ek duniya hai
Jahan pe khushi hai na miley tanhayi kabhi
Life ka dooja naam aage badhe chalna
Vahin khade rahe toh
Kar na paoge survive kabhi
Jeeyo yeh life kabhi
Kaato na bass yeh
Karo na smile kabhi
Dikhao haske
Kyun kisi pe khushi ke liye karte depend
Jab shuru aur khatam hoti hain kadiyan yeh humse
Antara
Bekaraari.. mein guzaari.. saari bechainiyaan
Aankh mal ke.. unn mein paali.. laakhon khushfehmiyaan
Haanthon mein jo.. chaaha aaya.. jhoothi parchaaiyaan
Dil bada tu.. ho jaa aise.. kar na naadaaniyaan
Andar andar na cheekh jo kehna
Hai tujhko keh jaa (2)
Behjaa beh…
Behjaa (2)
Mann panchi ban ke dhoondh raha tha
Ambar toh dooja
Mann chappa chappa chaan liya
Andar hi naa socha
Behjaa beh…
Tu behjaa (2)
Rap
Talaash karein nazrein yeh kisko na jaane
Dhunde dil tudwane ke hazaar yeh bahane
Ghanton beetaye kisi aur ko samajhne mein
Khud ko na par yeh ache se pehchane
Taqreeron ki duniya se door ek duniya hai
Jahan pe khushi hai na miley tanhayi kabhi
Life ka dooja naam aage badhe chalna
Vahin khade rahe toh
Kar na paoge survive kabhi
Mann ki awaaz sun
Khudko azaad kar
Naya yeh safar tera
Aaj tu aghaaz kar
Door kahin tu leja
Khudko, talaash kar
Jo duniya mein dhunde
uska khud mein ehsaas kar
Tu Behja (From "Sweet Dreams")-Shruti Pathak/Akshay The One/Shloke Lal/Akashdeep Sengupta 推荐歌曲
Tu Behja (From "Sweet Dreams")专辑下载
(2025-01-21)