Yeh Rishta-A.R. Rahman/Reena Bhardwaj

专辑 : Piya Milenge
语种 : 纯音乐
时长 : 04:42

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Yeh Rishta-A.R. Rahman/Reena Bhardwaj 文本歌词

Yeh Rishta - A.R. Rahman/Reena Bhardwaj
Written by:Rahat Indor/A.R. Rahman
Koi sachhe khwaab dikhakar
Aankhon mein samaa jaata hai
Yeh rishta
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Jab suraj dhakne lagta hai
Aur dhup simatne lagti hai
Koi anjaani si cheez meri
Saanson se lipatne lagti hai
Koi anjaani si cheez meri
Saanson se lipatne lagti hai
Main dil ke kareeb aa jati hun
Dil mere kareeb aa jata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Iss gumsum jheel ke paani mein
Koi moti aakar girta hai
Ek dayera banne lagta hai
Aur badhke bhawar ban jaata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Tasveer banati rehti hun
Main tuti hui awaazo par
Ek chehra dhundti rahti hun
Deewaron kabhi darwaazon par
Ek chehra dhundti rahti hun
Deewaron kabhi darwaazon par
Main apne paas nahin rehti
Aur door se koi bulata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai
Yeh rishta kya kehlata hai