Honge Na Yarro-Atif Aslam/Alka Yagnik
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Honge Na Yarro-Atif Aslam/Alka Yagnik 文本歌词
Honge Na Yarro - Atif Aslam/Alka Yagnik
Hum aaj bhi hain
Hum kal bhi hain
Hum guzray lamhon ka
Raas bhi hain
Hum josh bhi hain
Aur hosh bhi hain
Hum shor ki dunya mein
Khamosh bhi hain
Kitni hain khushiyan kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na
Bhulo na meri awaz
Hum khawab bhi hain
Tabeer bhi hain
Umeedon ki
Parwaaz bhi hain
Sochein agar
Tufaan bhi hain
Chahe agar
Baagbaan bhi hai
Kitni hain khushiyan kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na
Yaaro kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen apna jahan
Mil ke rahein gay hum yahan
Bhulo na
Bhulo na meri awaz
Kitni hain khushiyan kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro kabhi juda
Kabhi juda
Apni zameen apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na
Bhulo na meri awaz
Meri awaz
Hooooooooooooo
Kitni hain khushiyan kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na
Yaaro kabhi juda
Kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na
Bhulo na meri awaz