Dil Ki Nazar Se-Mukesh/Lata Mangeshkar

歌手 : Mukesh / Lata Mangeshkar
语种 : 英语
时长 : 04:42
Loading...

TXT Dil Ki Nazar Se-Mukesh/Lata Mangeshkar 文本歌词

Dil Ki Nazar Se - Mukesh/Lata Mangeshkar
Dil ki nazar se nazaron ki dil se
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de
Seene se uthkar honton pe aaya
Yye geet kiska ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de dil ke nazar se
Nazaron ki dil se
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de dil ke nazar se
Kyon bekhabar yoon kheenchi si chali jaa rahi main
Ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main
Kyon bekhabar yoon kheenchi si chali jaa rahi main
Ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main
Kuch kho raha hai Kuch mil raha hai
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de dil ki nazar se
Ham kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai
Yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai
Ham kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai
Yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai
Sab kuch hamara ab hai tumhara
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de dil ki nazar se
Aakaash mein ho rahen hain ye kaise ishaare
Kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare
Aakaash mein ho rahen hain ye kaise ishaare
Kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare
Kyon tum paraaye dil mein samaaye
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de
Dil ki nazar se nazaron ki dil se
Ye baat kya hai ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de dil ki nazar se

Dil Ki Nazar Se-Mukesh/Lata Mangeshkar 推荐歌曲