Aag Lagi Tanman Mein-Shamshad Begum/Lata Mangeshkar/Mohammad Rafi

语种 : 英语
时长 : 03:33

DOLBY 杜比全景声 下载

臻品母带 下载

臻品全景声 下载

臻品音质

HIRES Hi-Res 下载

FLAC 无损flac 百度云网盘下载

APE 无损ape 格式下载

320MP3 极高mp3 歌曲下载

128MP3 标准mp3 百度网盘下载

192OGG 较高ogg 下载

192AAC 较高aac 下载

96AAC 标准aac 百度云下载

Loading...

TXT Aag Lagi Tanman Mein-Shamshad Begum/Lata Mangeshkar/Mohammad Rafi 文本歌词

Aag Lagi Tanman Mein - Shamshad Begum/Lata Mangeshkar/Mohammad Rafi
Aag lagi tan man mein dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga sainyaan ji ka saamna
Aag lagi tan man mein dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga sainyaan ji ka saamna
Ho
Sooni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Zara deejo kabariya
Dil tadpe jaise bina jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Sooni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Dil tadape jaise bina jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Aan pade mushqil to aaye koi kaam na
Raam jaane kab hoga sainyaan ji ka saamna
Hoon
Saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye dekho naina bhar aaye
Tan ka singaar mere man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye
Tan ka singaar mere man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Pyaar mera ho jaaye kaheen badanaam na
Raam jaane kab hoga sainyaan ji ka saamana
Haay
Laagi na chhoote karoon koi bahaana
Karoon koi bahaana aaya naazuq zamaana
Dil mera bana piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Laagi na chhoote karoon koi bahaana
Karoon koi bahaana
Dil mera bana piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Hoye bura ulfat ka dekho anjaam na
Raam jaane kab hoga sainyaan ji ka saamana

Aag Lagi Tanman Mein-Shamshad Begum/Lata Mangeshkar/Mohammad Rafi 推荐歌曲