Dil Duffer (From "Gori Tere Pyaar Mein")-Shruti Pathak/Nitesh Kadam/Vishal & Shekhar
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Dil Duffer (From "Gori Tere Pyaar Mein")-Shruti Pathak/Nitesh Kadam/Vishal & Shekhar 文本歌词
Dil Duffer (From "Gori Tere Pyaar Mein") - Shruti Pathak/Nitesh Kadam/Vishal & Shekhar
Written by:Kausar Muni/Shekhar Rav
Yay ee yay ee
Yay ee yay ee
Auni pauni teri harqaton pe khulke hansta hua
Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya naa jaane kya hua
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Yay ee yay
Yay ee yay
Barsaatein
Baadalon ke bin wo karwa de
Hansti hai jab woh
Kabhi yunhi bina kahe kahin
Uda ke bas le jaati hai woh
Aye dil suno na zara kehna mera
Peechhe uske tu aankhein meeche
Kyun bhaage jaane le jaaye woh kidhar
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Tu na jaane khud ko bhi jitna
Maine jaana tujhko hai utna
Thodi thodi dopehri
Zara sa tu mera savera
Abb to sune naa dil meri
Aate-jaate bas aane waale pal ke
Khayaalon mein hai rehta bekhabar
Sochta
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye iss kadar
Kyun hua hai dil duffer
Auni pauni teri harqaton pe khulke hansta hua
Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya naa jaane kya hua
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataye iss kadar
Bin bataye iss kadar
Sochti hoon raat bhar
Kyun hua hai dil duffer
Bin bataye iss kadar
Bin bataye iss kadar