Meethi Boliyaan [From "Kai Po Che"]-Mili Nair/Amit Trivedi
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Meethi Boliyaan [From "Kai Po Che"]-Mili Nair/Amit Trivedi 文本歌词
Meethi Boliyaan - Mili Nair/Amit Trivedi
Kuch lamhe thhe
Alsaaye se
Bharmaaye se
Fiza mein
Kabhi sehme se
Muskaate
Jaana kidhar
Na Jaane
Meethi boliyan sun lo
Aasmani rangon ki
Meethi boliyan sun lo
Bezubaani lamhon ki
Girte sambhalte chalte ladkhadaye
Haan magar ye honsla na dagmagaye
Armaano ke patang ko udaayen
Udaayen
Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai
Yeh sohbatein yaaron ki
Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de
Dua de dua de
Meethi boliyan sun lo
Aasmani rangon ki
Meethi boliyan sun lo
Bezubaani lamhon ki
Sapnon ke (Sapnon ke) peechhe chale (peechhe chale)
Raahon mein hai yaadon ka pehra
Sulga ke (sulga ke) kaali si raat (kaali si raat)
Laayenge ye ujla savera
(Ujla savera)
(Ujla savera)
(Ujla savera)
(Ujla savera)
Girte sambhalte chalte ladkhadaaye
Haan magar ye hausla na dagmagaaye
Armaanon ki patang ko udaayein
Udaayein
Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai
Yeh sohbatein yaaron ki
Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de
Dua de dua de
Meethi boliyan sun lo
Aasmani rangon ki
Meethi boliyan sun lo
Bezubaani lamhon ki