Dil Ki Baat Kahin (From "Teri Kasam")-Amit Kumar
DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Dil Ki Baat Kahin (From "Teri Kasam")-Amit Kumar 文本歌词
Dil Ki Baat Kahin (From "Teri Kasam") - Amit Kumar
Written by:Rahul Dev B
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
O dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
O dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Chehare pe chehra laga lo
Apni soorat chhupa lo
Chehare pe chehra laga lo
Apni soorat chhupa lo
Kaise diwaanon ko koi samjhaye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Jab haal dil ka sunaanaa
Yeh baat na bhool jaanaa
Jab haal dil ka sunaanaa
Yeh baat na bhool jaanaa
Apne hain gham log paraaye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Dil mein chubhe lakh kaante
Patajhar mein bhi phool baante
Dil mein chubhe lakh kaante
Patajhar mein bhi phool baante
Humne baharon ke hi geet gaaye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye
O dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste aankh kahin na bhar aaye