Kis Liye Maine Pyar Kiya-Lata Mangeshkar
《The Train》电影插曲DOLBY 杜比全景声 下载
臻品母带 下载
臻品全景声 下载
臻品音质
HIRES Hi-Res 下载
FLAC 无损flac 百度云网盘下载
APE 无损ape 格式下载
320MP3 极高mp3 歌曲下载
128MP3 标准mp3 百度网盘下载
192OGG 较高ogg 下载
192AAC 较高aac 下载
96AAC 标准aac 百度云下载
Loading...
TXT Kis Liye Maine Pyar Kiya-Lata Mangeshkar 文本歌词
Kis Liye Maine Pyar Kiya (《The Train》电影插曲) - Lata Mangeshkar
Kis liye maine pyar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye maine pyar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye maine pyar kiya
Aankhon mein maine kajal daala Maathe pe bindiya lagayi
Aise mein tu aa jaaye to kya ho raam duhai
Chupke mann mein armaanon ne li aisi angdai
Koi dekhe to kya samjhe ho jaaye rusvaai
Maine kyun singaar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye maine pyar kiya
Aaj woh din hai jiske liye main tadapi banke radha
Aaj mere mann ki bechaini badh gayi aur zyaada
Pyar mein dhoka na kha jaaye yeh mann seedha saada
Aisa na ho jhootha nikle aaj milan ka vaada
Maine kyun aeitbaar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye main pyar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye main pyar kiya
Kis Liye Maine Pyar Kiya-Lata Mangeshkar 推荐歌曲
The Legend Forever, Vol. 1专辑下载
(2012-07-10)